All Shreya Ghoshal Songs

Get the SONGS and LYRICS of World's Best Playback Singer.

Jaani Dekha Hobe

Shreya Ghoshal 's new Bengali Song..
Click here To Download Full Song In MP3.



Read more ...

Dam 99 - Mujhe Chod Ke

Producer: Abhini Sohan
Director: Sohan Roy
Star Cast:
Aashish Vidyarthi…… Durai
Linda Arsenio…… Sandra
Rajit Kapoor…… Shankaran
Harry Key…… Guest Appearance
Joshua Fredric Smith…… Captain Fredrick Brown
Vinay Rai…… Vinay
Vimala Raman…… Meera
Megha Burman…… Shringara Rasa
Jaala Pickering…… Maria
Jineet Rath
Singers: Hariharan, Jayachandran, K.S. Chitra, Shreya Ghoshal
Music Director: Ousephachan

Click here to download
Dam 99 - Mujhe Chod Ke
Shreya Ghoshal

Lyrics
mujhe chodh ke kyun gaye
dil todh ke kyun chale
tu hai kaha abhi
tu hai kaha
rahega magar tu jaha
rahega waha dil mera
aur ik baar milenge kya hum
bichda pyaar lautega kya
mujhe chodh ke kyun gaya
dil todh ke kyun chale


ek hi tohfa tune diya
woh bas woh bas teri yaad hai
ek hi yaad tune diya
woh sirf tera pyaar hai
mere dil ke kavyon mein
wohi pyaar nishani hai
badalon se jo kaha
woh hawa ne bhi suna
kya use mere dil ki dhadkan
tune kabhi jaana nahi
mujhe chodh ke kyun gaye
dil todh ke kyun chale


har raat ke sapnon mein
sirf ek ke saath thi
kal raat bhi sapney mein
usi ke saath thi
woh roop tere jaisa tha
woh teri aawaz thi
woh khushboo mein anubhuti mein
saans mein shinghar mein
tu hi toh meri
sandhya mein deepon mein bhi
roshni ho gayee
mujhe chodh ke kyun gaye
dil todh ke kyun chale
tu hai kaha abhi
tu hai kaha
rahega magar tu jaha
rahega waha dil mera
aur ik baar milenge kya hum
bichda pyaar lautega kya
mujhe chodh ke kyun gaya
dil todh ke kyun chale
Read more ...

Jo Hum Chahein - Ishq Hothon Se

Producer: Aman Gill
Executive Producer / Co-Producer: Kuldeep Rathore
Director: Pawan Gill
Star Cast: Sunny Gill, Simran Kaur Mundi
Lyricist: Kumaar
Music Director: Sachin Gupta


Click here to download
Jo Hum Chahein - Ishq Hothon Se
K.K. & Shreya Ghoshal

Lyrics..

Mujhe toh chand mil gaya, aaj teri aankhon mein
Karoon kya aasmaan bataa, neendhon bin main raaton mein
Sabhi bechain dhadkane, rakh de mere haathon pe
Zara uljhi hai saans toh, rakh de meri saanson pe
Sharma rahi hain nazrein, tere chehre se jo guzre
Main kaise keh doon dil ki yeh dastaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan

Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Na na na.. pyaar mein
Chehre pe tere ghabrahatein hain kyun
Ruki ruki kadmon ki aahatein hain kyun
Sehma hai pyaar ke, raasto pe dil
Mujhko zara sa tu, faaslo pe mil
Dil mil jaaye toh kaisi yeh dooriyan

Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Ho dil yeh mera kisi ke paas beh gaya
Saanson mein ek naya ehsaas reh gaya
Hota hai sabko yeh tujhe bhi hua
Poori hui hai tere khawabon ki dua
Na jaane kaise badla mera jahaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Ho sharma rahi hain nazre, tere chehre se jo guzre
Sharma rahi hain nazre mere chehre se jo guzre
Toh kaise keh doon, dil ki yeh dastaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Ishq hothon se toh hota nahi bayaan
Iss liye pyaar mein aankhein bani zubaan
Na na na.. pyaar mein
Read more ...

The Dirty Picture - Twinkle Twinkle

Producer: Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
Director: Milan Luthria
Star Cast:
Vidya Balan
Naseruddin Shah
Emraan Hashmi
Tusshar Kapoor
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Cinematography: Bobby Singh
Choreography: Pony Verma
Editor: Akiv Ali
Screenplay: Rajat Arora
Dialogue: Rajat Arora
Costume: Niharika Khan
Story / Writer: Rajat Arora

Click here to download
The Dirty Picture - Twinkle Twinkle
Shreya Ghoshal & Rana Mazumder
Lyrics
Buddhe ho gaye..
Par dil abhi jawaan hai
Aankhon se sukh lete hai
Badhe shaitaan hai
Bacha naa bana diya
Toh silk mera naam nahi
Hosh na raha khudka toh
Mujhpe ilzaam nahi
Twinkle Twinkle
Main litle little
Star ban gayi
Jack n Jill ko bhi dekho
Mere naam ki chadh gayi..
Haye..
Twinkle Twinkle
Main litle little
Star ban gayi
Jack n Jill ko bhi dekho
Mere naam ki chadh gayi
Humpty ghayal hua
Dumpty pagal hua
Jhonny ka papa bhi
Mujhpe kayal hua
Ho thirsty thirsty
Aankhien teri
Tasty Tasty
Baahein meri
Dil ko tu taale
Mein apne rakhna naa..
Khelein aankh micholi tujhse
Mera silky thumkaa
Karta dil ki naughty baatein
Mera silky thumkaa
Ooh..
Khelein aankh micholi tujhse
Mera silky thumkaa
Karta dil ki naughty baatein
Mera silky thumkaa..
Hey hey hey hey
Naa hai tu zeenat
Naa hema naa rakhi
Naa rekha hai
Hua hai deewana woh
Jisne bhi tujhe hai dekha
Ho apna didaar dede
Haan mujhko pyaar dede
Din hai yeh choti
Bus tu raatein dede
Ho thirsty thirsty
Aankhien teri
Tasty Tasty
Baahein meri
Dil ko tu taale
Mein apne rakhna naa..
Khelein aankh micholi tujhse
Mera silky thumkaa
Karta dil ki naughty baatein
Mera silky thumkaa
Ho..
Khelein aankh micholi tujhse
Mera silky thumkaa
Karta dil ki naughty baatein
Mera silky thumkaa..
Read more ...

The Dirty Picture - Ooh La La

Producer: Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
Director: Milan Luthria
Star Cast:
Vidya Balan
Naseruddin Shah
Emraan Hashmi
Tusshar Kapoor
Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Cinematography: Bobby Singh
Choreography: Pony Verma
Editor: Akiv Ali
Screenplay: Rajat Arora
Dialogue: Rajat Arora
Costume: Niharika Khan
Story / Writer: Rajat Arora

Click here to download
The Dirty Picture - Ooh La La
Bappi Lahiri & Shreya Ghoshal

Lyrics
Ahhaa…
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Oho o
Sss..
Chutki joh
Tune kati hai
Jori se kati hai
Yahan wahan..
Ruthi hoon
Main tujhse ruthi hoon
Mujhe mana le na
O jane jaan
Chedenge..
Hum tujhko
Ladki tu hai
Badi bombaard
Aha aha aha aha
Ooh la la…
Ooh la la…
Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy..
Choo na na
Choo na na
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..
Arey arey arey
Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy..
Han choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi…
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Haa..
Chuaa joh
Tune toh
Dil ne maari seeti
De de in gaalon pe
Ek pappi
Meethi meethi
Ho chuaa joh
Tune toh
Dil ne maari seeti
De de de de in galon pe
Ek pappi
Meethi meethi
Yauwan tera
Sawan bhara
Bheeg gaya
Dil yeh mera..
Aaha tune hi
Barsaat karayi
Kya kare
Yeh yauwan
Bechara bechara bechara
Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy..
Hey hey
Na na na na
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Uui maa
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Ahhaa…
Uui maa
Giraake apna pallu
Baar baar
Kar deti ho humko
Bekarar
Giraake apna pallu
Baar baar
Kar deti ho humko
Bekarar
Aag lagai
Tune tann mein
Kya kare yeh
Pallu bechara
Bechara..
Bechara..
Chedenge..
Hum tujhko
Ladki tu hai
Badi bombaard
Offoh..
Ooh la la…
Chodo na
Ooh la la…
Ahan
Tu hai meri fantasy..
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..
Hey hey hey hey
Ooh la la…
Ooh la la…
Tu hai meri fantasy.
Ho ho
Choo na na
Choo na na
Ab main jawan ho gayi..
Aaha..

Read more ...
Newer Posts Older Posts
Shreya Ghoshal

Search by Year

Search by Language

Search by Alphabet

  • A (11)
  • B (26)
  • C (5)
  • D (18)
  • E (3)
  • F (1)
  • G (3)
  • H (8)
  • I (4)
  • J (18)
  • K (19)
  • L (6)
  • M (10)
  • N (6)
  • O (2)
  • P (8)
  • Q (1)
  • R (24)
  • S (20)
  • T (21)
  • U (2)
  • W (3)
  • Y (6)
  • Z (2)
all-shreya-ghoshal-songs.blogspot