All Shreya Ghoshal Songs

Get the SONGS and LYRICS of World's Best Playback Singer.

Showing posts with label 2008. Show all posts
Showing posts with label 2008. Show all posts

Bachna Ae Haseeno - Aahista Aahista

Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Director: Siddharth Anand
Producer: Aditya Chopra
Starring: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Bipasha Basu, Manisha Lamba
Lyrics: Anvita Dutt Guptan


Click here to Download
Bachna Ae Haseeno - Aahista Aahista
Shreya Ghoshal, Lucky Ali
From Movie: Bachna Ae Haseeno



Lyrics...
Aahista aahista
Mujhe yakeen ho gaya
Aahista aahista
Yeh dil yahin kho gaya
Yun gira gira hai chand ya
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Ho… ho….ho…..
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe ho gaya hai pyaar
Ho… ho….ho…..
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe ho gaya hai pyaar
Dekh loon yeh khwab main
Ke raaton mein tu aa key eh kahega
Ke tu ji rahi hai meri zindagi
Sochi kya baat hai
Yeh ankhon se tu dheere se sunega
Kyun na rok loon main yeh din yahin
Kissi se bhi na
Kahenge hum na
Yahin pe kho jayenge
Yun gira gira hai chand ya
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Ho… ho… ho….
Hua yeh pehli bar
Ho…ho..ho…
Mujhe ho gaya hai pyaar
Mujhse ik pal mila
Yeh lamhe saare sab se chuppa lo
Teri jo kahani suna chala
Aur uss pal mein hi
Tum aa ke mujhe apna bana lo
Mujhko mera har ik kal mila
Phoolon ka hum na
Le ke bichauga
Khwabon mein kho jayenge
Yun gira gira hai chand ya
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Ho… ho….ho…..
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe ho gaya hai pyaar
Aahista aahista
Mujhe yakeen ho gaya
Aahista aahista
Yeh dil yahin kho gaya
Yun gira gira hai chand ya
Teri hai roshni
Yun udi udi si hai zameen
Aahista
Ho… ho….ho…..
Hua yeh pehli baar
Ho…ho…ho..
Mujhe ho gaya hai pyaar
Read more ...

Mussanje maathu - Akasha bhoomi

Click Here To Download..
Mussanje maathu - Akasha bhoomi
Shreya Ghoshal

Lyrics...
Read more ...

Tu Meri Dost Hai - Yuvvraaj

Click here to Download
Tu Meri Dost Hai 
Shreya Ghoshal, Javed Ali

Lyrics...
Ho ho ho..
Woo woo..
Ho ho ho ho
Woahh woahh..
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu,
Tu hi to, tu hi to meri dost hai,
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu,
Tu hi to meri dost hai,
Aaawaz ka dariyaan hu,
Behta hu mein neeli raaton mein,
Mein jaagta rehta hu,
Neend bhari jheel si aankhon mein,
Aawaz hu mein..
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu,
Tu hi to, tu hi to meri dost hai,
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu,
Tu hi to meri dost hai..
Raat mein chandni kabhi,
Aise gungunati hai,
Sun zara lagta hai tumse,
Aawaz milati hai,
Mein khayalon ki mehek hu,
Gungunate saaz par,
Ho sake to mila le,
Aawaz ko le saaz par..
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu,
Tu hi to, tu hi to meri dost hai,
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu,
Tu hi to meri dost hai,
Aaawaz ka dariyaan hu,
Behta hu mein neeli raaton mein,
Mein jaagta rehta hu,
Neend bhari jheel si aankhon mein,
Aawaz hu mein..
Hooo..
Kabhi dekha hai saahil,
Jahan shaam utarti hai,
Kehte hai samunder se,
Ek pari guzarti hai,
Wo raat ki rani hai,
Sargam par chalti hai,
Re re sa re sa re sa sa re sare,
Aaja mein hawaon pe bitha ke le chalu,
Tu hi to, tu hi to mera dost hai,
Aaja mein khalaon mein utha ke le chalu,
Tu hi to mera dost hai,
Aaawaz ka dariyaan hu,
Behti hu mein neeli raaton mein,
Mein jaagti rehti hu,
Neend bhari jheel si aankhon mein,
Aawaz hu mein..
Aawaz hu mein..
Read more ...

Kismat Konnection - Kahin Na Laage

Click here to Download
Kahin Na Laage
Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan
From Movie: Kismat Konnection
Read more ...

Tujh Mein Rab Dikhta Hai - Rab Ne Bana Di Jodi

Click here to Download
Tujh Mein Rab Dikhta Hai
Shreya Ghoshal

lyrics...
Na Kuch Poocha,
Na Kuch Manga
Tune Dil Se Diya Jo Diya
Na Kuch Bola, 
Na Kuch Tola
Muskura Ke Diya Jo Diya
Tu Hi Dhoop,
Tu Hi Chau
Tu Hi Apna Paraya
Aur Kuch Na Janu,

Bas Itna Hi Janu
(Tujh Mein Rab Dikhta Hai, Yaara Mein Kya Karun) - 2
Sajde Sar Jhukta Hai,
Yaara Mein Kya Karun
Tujh Mein Rab Dikhta Hai,
Yaara Mein Kya Karun
Rab Ne.. Bana Di Jodii.....
Read more ...

U Me Aur Hum

Click here to Download
U Me Aur Hum
Shreya Ghoshal
From Movie: U Me Aur Hum
Read more ...

Teri Ore - Singh Is Kinng

Click here to Download
Teri Ore
Shreya Ghoshal, Rahat Fateh Ali Khan

Lyrics...
Dil kho gaya,
Ho gaya kisi ka,
Ab raasta mil gaya,
Khushi ka..
Aankhon mein hai khwab sa,
Kisi ka..
Ab raasta mil gaya,
Khushi ka..
Rishta naya rabba,
Dil chu raha hai,
Kheeche mujhe koi dore, teri ore..
[Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba
Teri ore, teri ore, teri ore..]- 2 times
Aaa..
Aaaaa
Khulti fizaein, khulti ghatayein,
Sar pe naya hai aasaman,
Chaaro dishayein, hass ke bulaye,
Yu sab hue hai meharbaan..
Haann..
Hume to yahi rabba,
Kasam se pata hai,
Dil pe nahi, koi zor, koi zor
[Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba
Teri ore, teri ore, teri ore..]- 2 times
Ek heer thi aur tha ek raanjhan,
Kehte hai mere gaon mein,
Sacha ho dil to,
Sau mushkilen ho,
Jhukta naseeba pao mein,
Ho ho
Aanchal tera rabba,
Falak ban gaya hai,
Ab iska nahi, koi ore, koi chore..
[Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba
Teri ore, teri ore, teri ore..]- 2 times
Dil kho gaya,
Ho gaya kisi ka,
Ab raasta mil gaya,
Khushi ka..
Aankhon mein hai khwab sa,
Kisi ka..
Ab raasta mil gaya,
Khushi ka..
Rishta naya rabba,
Dil chu raha hai,
Kheeche mujhe koi dore, teri ore..
[Teri ore, teri ore, teri ore, hai rabba
Teri ore, teri ore, teri ore..]- 2 times
Read more ...
Older Posts
Shreya Ghoshal

Search by Year

Search by Language

Search by Alphabet

  • A (11)
  • B (26)
  • C (5)
  • D (18)
  • E (3)
  • F (1)
  • G (3)
  • H (8)
  • I (4)
  • J (18)
  • K (19)
  • L (6)
  • M (10)
  • N (6)
  • O (2)
  • P (8)
  • Q (1)
  • R (24)
  • S (20)
  • T (21)
  • U (2)
  • W (3)
  • Y (6)
  • Z (2)
all-shreya-ghoshal-songs.blogspot