All Shreya Ghoshal Songs

Get the SONGS and LYRICS of World's Best Playback Singer.

Deewana Main Deewana (2013) - Deewana Main Deewana


Producer: Amit Kumar Bokadia
Star Cast:
Govinda
Nazir Khan
Priyanka Chopra
Kader Khan
Prem Chopra
Johny Lever
Shakti Kapoor
Music Director: Bappi Lahiri, Anand Raj Anand
Director: K.C. Bokadia

Click below to download
Deewana Main Deewana (2013) - Deewana Main Deewana
Sukhwinder Singh, Shreya Ghoshal

Lyrics...

Deewane rukte nahi
Aaye kitne mod
Kya achcha hai kya bura
Maine rab pe diya hai chhod
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana..
O.. deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Ishq ka nagma gaate gaate
Khud se hua begana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana (Deewana..)
Main yaar tera deewana
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
O.. deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Sanam sanam main rat te rat te
Khud se hui begani
Deewana..
Ooo deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewana..
Deewana..
O.. dil mein yaar ka naam likha
Nai kitaab banai
Piyoon na paani darat hoon
Kahin naam nahi mit jaaye
Tu hi aashiqui hai
Tu hi bandigi hai
Tu hi zindagi hai mere yaara
Tere aa padu ke kalma padhu
Ke sajda karoon main dildara
Rab hi ishq, ishq hi rab hai
Ishq fakeer malanga
Rab hi ishq, ishq hi rab hai
Ishq fakeer malanga
Ishq ka jab jalta chiraag
Aashiq ban jaaye patanga
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana (Deewana..)
Main yaar tera deewana
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Ho..
Katre mein woh dariya hai
Jo aalam ko dubo de
Zarre mein woh sehra hai
Jo deewana bana de
Aankhon ki teri ek hi chingaari bahut hai
Aankhon ki teri
Ek hi chingaari bahut hai
Tu dekh le jisko
Use deewana bana de
Aashiq se bane, aashiq se sune
Farmaan woh rab ka hota hai
Humdam ke liye jaan jaaye agar
Toh ishq ka sadka hota hai
O.. deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Deewani main deewani
Main yaar teri deewani
Sanam sanam main rat te rat te
Khud se hui begani
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana (Deewana..)
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana (Deewana..)
Deewana main deewana
Main yaar tera deewana (Deewana..)
Ho deewana main deewana
Main yaar tera deewana
Deewana...
Deewana...
Deewana...

0 comments:

Post a Comment

Newer Posts Older Posts
Shreya Ghoshal

Search by Year

Search by Language

Search by Alphabet

  • A (11)
  • B (26)
  • C (5)
  • D (18)
  • E (3)
  • F (1)
  • G (3)
  • H (8)
  • I (4)
  • J (18)
  • K (19)
  • L (6)
  • M (10)
  • N (6)
  • O (2)
  • P (8)
  • Q (1)
  • R (24)
  • S (20)
  • T (21)
  • U (2)
  • W (3)
  • Y (6)
  • Z (2)
all-shreya-ghoshal-songs.blogspot